Malware viruses rootkits and RATs cyber security | #cybersecurity #2022 #bestcourse #cyber
I'M Hacker
Malware viruses rootkits and RATs cyber security | #cybersecurity #2022 #bestcourse #cyber
#cybersecurity #bestcourse #2022 #cybersecuritycourse #cybersecuritycourse Malware viruses rootkits and RATs cyber security Malware, Virus, Worms aur Trojans ke baare mein bataya hai, aap sabhi mobile aur computer users ne Malware, Trojan, Virus, aur Worm ke baare mein jarur suna hoga, aap sabhi confused bhi honge ki trojan kya hota ? malware kya hota hai? virus kya hota hai? wagerah wagerah. Maine aapko is video mein ekdum acche se batane ki koshish ki hai ki malware kya hota hai? aur Malware kitne types ke hote hai, Malicious software alag alag tareeke se aapke computer ko infect kar sakte hai, aur aapko ek acche antivirus ki jarurat hoti hai, agar aap apne computer ya system ko in sab se protect karna chahte hai toh. Trojan, Worms, aur Viruses alag alag tareeke se aapke computer ya mobile, ya system ko kharab karte hai, aur slow banate hai, Spyware ek alag cheej hai jiske baare mein maine aapko alag video mein banaunga. Computer virus, malware, trojan, worms, antivirus, antimalware, ke baare mein yeh video aap jarur dekhna. ... https://www.youtube.com/watch?v=0XN6UIuQZlI
21128905 Bytes